Best love shayari urdu text | easy urdu shayari copy paste
Hello friend today We write love shayari urdu text on a Daily we putting here like sad shayari in urdu text, zindagi shayari urdu, this Post you read and You can send to your friends. There is all this Shayari here. Dhaka shayari in urdu about life that has betrayed you in love. Related Shayari mehndi shayari urdu, birthday shayari in urdu, easy to urdu shayari copy paste Can easily do and share on social media and your friends and also available urdu shayari image, urdu shayari picture
ALL Time Best love shayari urdu
کیسے ممکن تھا کہ محبت بنا آزمائش کے مل جاتی. اب صحراؤں میں پانی اتنی آسانی سے تو نہیں ملتا نا
Kaise mumkin tha ke mohabbat bina aazmaish ke mil jati. Ab sahraon mein pani itni aasani se to nahi milta na
محبت میں یہی خوف کیوں مسلط رہتا ہے. کہیں میرے سوا کوئی اور تو عزیز نہیں اسے
Mohabbat mein yehi khauf kyu musallat rehta hai. Kahin mere siwa koi aur to aziz nahi usay
تاکہ مجھ کو وہ سوچتا ہی رہے. میں اسے اس لیے بد گمان رکھتی ہوں
Taake mujh ko woh sochta hi rahe. Main usay is liye bad gumaan rakhti hoon
محبت مجھے تم سے نہیں تمہارے کردار سے ہے. ورنہ حسین لوگ تو بازار میں عام ملا کرتے ہیں
Mohabbat mujhe tum se nahi tumhare kirdar se hai. Warna haseen log to bazaar mein aam mila karte hain
تجھ کو چاہا تو محبت کی سمجھ آئی مجھے. ورنہ اس لفظ کی تعریف سنا کرتا تھا۔
Tujh ko chaha to mohabbat ki samajh aayi mujhe. Warna is lafz ki tareef suna karta tha
کچھ بھی نہیں ملا بس ایک سبق دے گئی محبت. خاک ہو جاتا ہے انسان خاک کے بنے انسان کے پیچھے
Kuch bhi nahi mila bas ek sabaq de gayi mohabbat. Khaak ho jata hai insaan khaak ke bane insaan ke peeche
جو شخص تیرے تصور سے ہی مہک جائے. سوچ تیرے دیدار میں اس کا کیا حال ہوگا
Jo shakhs tere tasavvur se hi mehak jaye. Soch tere deedaar mein us ka kya haal hoga
کسی کے ساتھ نہ ہو ایسا حادثہ یا رب. کہ کسی کے پیار کو کسی اور سے پیار ہو جائے
Kisi ke saath na ho aisa haadsa ya rab. Ke kisi ke pyaar ko kisi aur se pyaar ho jaye
میں نے وہاں بھی صرف تمہیں ہی مانگا. جہاں لوگ صرف اپنی خوشیاں مانگتے ہیں
Main ne wahan bhi sirf tumhein hi manga. Jahan log sirf apni khushiyan maangte hain
مجھے شرارتوں سے فرصت ہی نہیں ملتی. ورنہ میں کرکے بتاتا محبت کہتے کسے ہیں
Mujhe shararaton se fursat hi nahi milti. Warna main karke batata mohabbat kehte kise hain
zindagi shayari urdu
دو دن کی زندگی ہے کسی کو ناراض نہ کرو. اگر تم سے کوئی پیار مانگے تو اسے انکار نہ کرو
Do din ki zindagi hai kisi ko naraz na karo. Agar tum se koi pyaar maange to usay inkaar na karo
زندگی یہ نہیں کہ آپ کتنے امیر کتنے مشہور کتنے دلکش ہیں زندگی یہ ہے کہ آپ کتنے اوریجنل کتنے عاجز اور کتنے مہربان ہیں
Zindagi yeh nahi ke aap kitne ameer kitne mashhoor kitne dilkash hain zindagi yeh hai ke aap kitne original kitne aajiz aur kitne meherban hain
جب 5 سیکنڈ کی مسکراہٹ سے تصویر اچھی آ سکتی ہے تو ہمیشہ مسکرانے سے زندگی کیوں نہیں اچھی ہو سکتی
Jab 5 second ki muskurahat se tasveer achi aa sakti hai to hamesha muskurane se zindagi kyun nahi achi ho sakti
ایک محبت کے لئے زندگی ختم کرنے چلے ہو. پہلے اُس سے تو محبت نِبھاؤ جس نے زندگی دی ہے
Ek mohabbat ke liye zindagi khatam karne chale ho. Pehle us se to mohabbat nibhao jisne zindagi di hai
زندگی کے ساتھ کھیلنے میں بہت مزہ آ رہا ہے صاحب. یہ مجھے جیتنے نہیں دیتی اور میں ہار ماننے کو تیار نہیں
Zindagi ke saath khelne mein bohot maza aa raha hai sahib. Yeh mujhe jeetne nahi deti aur main haar manne ko tayar nahi
dhoka shayari in urdu
ہار سے جیت سے نا تلوار سے ڈر لگتا ہے. بس مجھے وقت کے غدار سے ڈر لگتا ہے
Haar se jeet se na talwar se dar lagta hai. Bas mujhe waqt ke ghaddar se dar lagta hai
دھوکہ بھی اسی کو ملتا ہے. جو دل کے صاف ہوتے ہیں
Dhokha bhi usi ko milta hai. Jo dil ke saaf hote hain
ایک بات کہوں بہت دھوکا ملتا ہے. ان کو جن کے دل صاف ہوتے ہیں
Ek baat kahun bohot dhokha milta hai unko jin ke dil saaf hote hain
خوبصورتی سے دھوکہ نا کھانا اے ابن آدم. تلوار کتنی بھی خوبصورت ہو مانگتی تو خون ہے
Khoobsurati se dhokha na khana ae Ibn e Adam. Talwar kitni bhi khoobsurat ho maangti to khoon hai
ہار کر کوئی جان بھی لے لے تو منظور ہے مجھ کو. دھوکا دینے والوں کو میں پھر موقع نہیں دیتا
Haar kar koi jaan bhi le le to manzoor hai mujh ko. Dhokha dene walon ko main phir mauka nahi deta
birthday shayari in urdu
ہر سال ہی آتا ہے یہ اک خوشگوار دن. دعا ہے یہ ہم سب کی کہ آتا رہے سدا
Har saal hi aata hai yeh ek khushgawar din. Dua hai yeh hum sab ki ke aata rahe sada
تمہاری سالگرہ کے دن یہ دعا ہے ہماری. جتنے ہیں چاند تارے اتنی ہو عمر تمہاری
Tumhari salgirah ke din yeh dua hai hamari. Jitne hain chaand taare utni ho umar tumhari
شاعر کو شاعری مبارک، چاند کو چاندنی مبار. کہماری طرف سے آپ کو سالگرہ مبارک
Shaayar ko shayari mubarak, chaand ko chaandni mubarak. Hamari taraf se aap ko salgirah mubarak
سورج روشنی لے کر آیا چڑیوں نے گانا گایا پھولوں نے ہنس ہنس کر بولا مبارک ہو تمہاری سالگرہ کا دن آیا
Sooraj roshni le kar aaya chiriyon ne gaana gaaya phoolon ne hans hans kar bola mubarak ho tumhari salgirah ka din aaya
سب سے پیارا لگتا ہے مجھے یہ خاص دن. جسے گزارنا نہیں چاہتی میں آپ کے بن
Sab se pyara lagta hai mujhe yeh khaas din. Jise guzaarna nahi chahti main aap ke bin
sad shayari in urdu text
ترس گئی ہیں یہ آنکھیں تیرے دیدار کی خاطر. اک بار تو آجاؤ انکے سکوں کی خاطر
Tars gayi hain yeh aankhein tere deedaar ki khaatir. Ek baar to aajao inke sukoon ki khaatir
بچپن میں اندھیرے سے ڈر لگتا تھا اور. آج اسی اندھیرے میں سکون ملتا ہے
Bachpan mein andhere se dar lagta tha aur. Aaj usi andhere mein sukoon milta hai
میری امید جو ٹوٹی ہے تو کچھ ایسا ہوا ہے. بن مرے ہی انتقال کا اعلان ہوا ہے
Meri umeed jo tooti hai to kuch aisa hua hai. Bin mare hi inteqal ka elaan hua hai
ڈھیر باتیں ہیں ڈھیر شکوے ہیں. خود سے کرتا ہوں خود سے لڑتا ہوں
Dher baatein hain dher shikwe hain. Khud se karta hoon khud se ladta hoon
کبھی لگتا ہے پتھر بن گیا ہوں میں. کبھی یونہی ٹوٹ کر رونے کو من کرتاہے
Kabhi lagta hai patthar ban gaya hoon main. Kabhi yunhi toot kar rone ko mann karta hai